Apne Qadmon Ke Nishan Mere Raste Se Hata DeApne qadmon ke nishan mere raste se hata de, qaasidKahin ye na ho ki mein chalte-chalte phir tere pass aa jaun
Zindagi hai to khwab hainZindagi hai to khwab hainKhwab hain to manzilein hainManzilein hain to raste hainRaste hain to mushkilein hainMushkilein hain to main hoon naa
Zindagi Mein Hamesha Naye Log MilengeZindagi mein hamesha naye log milengeKahin zyada to kahin kam milengeAitbaar zara soch kar karnaMumkin nahin har jagah tumhe hum milenge
Kya Rog De Gayi Hai Yeh Naye Mausam Ki BarishKya rog de gayi hai yeh naye mausam ki barishMujhe yaad aa rahe hain mujhe bhool jane wale
Kya Rog De Gayi Hai Yeh Naye Mausam Ki BarishKya rog de gayi hai yeh naye mausam ki barishMujhe yaad aa rahe hain mujhe bhool jane waley
Very nice and Meaningful linesVery nice and meaningful lines…“khwahisho ke kaafile bhi bade ajeeb hote haiYe guzarte wahi se hai jahan raste nahi hote…!!!”